Sunday, 7 September 2014

Muhabat bhi ek ajeb sa imtihan laite hai

Muhabat bhi ek ajeb sa imtihan laite hai

Kabhe duniya mai rah kar janat ke tarha ki khusya daite hai

To kabhe kabar ka azab daite hai

Kabhe anko mai ek ajeb si chamak daite hai

To kabhe khone kai anso rolate hai

Kabhe us ki nazar he humai mar daite

To kabhe uski judai mar daite hai

Kabhe dunya mai sab kuch milna ka ahsas dai daite hai

To kabhe moat ka nind sola daite hai

Kabhe khushi kai anso mita daite hai

To kabhe anoko kai anso suka daite hai

Kabhe us kai honto ki muskan ko daikh kar sub kuch bola daite hai

To kabhe us ko dukh mai daikh kar mare roah mar jate hai

Thursday, 4 September 2014

Kash Kash Is Dill ko samja sakta

Kash Kash Is Dill ko samja sakta
                                                      Jo tara bananai ka dawa karta hai wo Tara hi khilaf hai
kash is Dunyai mai Koi To Mara Dill ko Samja Sakta
                                                     Jis ko wo chata hai usai Kisi Dosaro Ko daikh kar Sakon Milta hai
Kash Kash is Dill ko Samja Sakta
                                                     Jis dunya Mai Apno ko Apne Ap sai Zyada Pyar Karta hai Wo Us ko Tabaha karna Chata hai
Kash Kash is Dill ko Samja Sakta
                                                    Jab Usko daikhta ho or Muja Daikh kar Nazro Ka rukh hawa ki tarha Badal dathe hai
Dill khon kai Anso Rota hai
                                                    Phir Bihe Muja Apna Dushman Samajti hai to Dill Murda ho jata hai
Kash Kash is Dill ko Samja Sakta
                                                     Kash Kash is Dill ko Samja Sakta
Apna Rab sai dua kartaa ho Tare is Dya Hoa Darad Ki Saza bhi muja Da Dai
                                                    Tare Taklef ko daikh kar Mai Phir Darad me Kon kai Anso Roao Gai
Kash Kash is Dill ko Samja Sakta 

Tuesday, 15 July 2014

Muhabat ka duasara naam Gulab hai

Muhabat ka duasara naam Gulab hai

Gulab ki hafazat mali karta hai or Muhabat ke ashiq

Marqar indono ko duniya barahme sai tordaite hai

Muhabat ka inshano mai ek ajeb sa nazrana hai

Muhabat ka inshano mai ek ajeb sa nazrana hai

Pyar mai kisi ko mardaina ya khud marjana hai

Monday, 14 July 2014

Dill to yahe karta hai tara pass aa jao

Dill to yahe karta hai tara pass aa jao

Lakin is dunya mai koi ase chez nahe jo moat kai bd mila saka

Friday, 27 June 2014

woh husn jiss ki tamanna may janatain pinhannn

woh jiss ki deed may lakhooon masaratain pihhannn
woh husn jiss ki tamanna may janatain pinhannn
shabab jis se takhayyul pe bijliyaan barsen
waqar jis ki rafaqat ko shokhiyaan tarsen

ada-e-laghzish-e-pa parr qayamaten qurbaaN
bayaz-e-rukh pe sahar ki sabahaten qurbaN.

Hungama hai kyu barpa thodi si jo pi li hai

Ye alag baat hai saaqi ke mujhe hosh nahin
varna main kuch bhi huun ehsan-faramosh nahin
main teri mast nigahi ka bharam rakh lunga
hosh aya bhi to kah dunga mujhe hosh nahin
Hungama hai kyu barpa thodi si jo pi li hai
daaka to nahin daala chori to nahin ki hai
us may se nahin matalab dil jisase ho begaana
makasuud hai us may se dil hi mein jo khinchati hai
suuraj mein lage dhabba fitarat ke karishme hain
but hamako kahein kafir allah ki marzi hai
naatajurbaakaari se vayiz ki ye baatein hain
is rang ko kya jaane puuchho jo kabhi pi hai
waan dil mein ki sadamein do, yaan ji mein ki sab sah lo
unaka bhi ajab dil hai, mera bhi ajab ji hai
har zarra chamakata hai anawaar-e-ilaahi se
har saans ye kahati hai ham hain to kuda bhi hai
e shauq wahi may pi ai hosh zara so ja
mehamaan-e-nazar is dam ik bark-e-tazali hai